Sunday, June 3, 2012

Aapki taarif mein !!!

Gali kuchon mein dhundte jawab anokhe
Zindagi tere bina hoti toh bhatakte hum
Di hain khushiyaan tune inti ki saans bhar aayi Ek nayi Jaan mein
Ab toh himaare pyaar se mehekta hai har Aalam


Muskaan namaari har nazar se
Yahi dua nikalti hai yaad mein teri
Paas Ho tu toh har lamha hai sunhara
Har mukaam Ho tera yehi khwaish hai meri

Janam din ki Bahut Bahut badhaiyan !!

No comments:

Post a Comment